Guzaarishaat

Assalam O Alaikum Hukkam E Bala

Hamari 3 guzarishaat hain agar amal ho jaay to meharbani ho gi.

  1. Hum aik to apna mukhra sajana chahtay hain us kay liaay hamain kia karna ho ga??? I mean picture lagana chahtay hain.

  2. Yay jo profile banaay hain inko apni list main maujood tamaam friends kay liaay bajaay alaihda alaihda jawab denay kay aik common page hona chahyay.

Its waisting of time kay alaihda alaihda page per ja kar jawab dain.

  1. Hum aik apna alag group banana chahtay hain jis tarha blog main ya kisi aur tarha banaya gia hai us kay liaay kia karna ho ga aur kia requirements hain. I have no idea about blogs and groups. Pls help me.

Re: Guzaarishaat

WalaiKum salam

1: u can choose the Avatar frm Gallery ( Simply go to ur **USER CONTROL PANEL **at left upper hand side ) and click on EDIT AVATAR

and if u wanna put ur own THOBRA i mean pic. then u have to complete minimum 1000 post

2: yeh abhi PHP language main mumkin nahi hai ( So hum Maafi Chahtey Hain )

3: Click on the GROUP ( Where u see the ALBUM , BLOG etc etc. ) go bottom of the page
where u can see clearly **CREATE A NEW GROUP **, simply follow the instructions

P.S. umeed hai aap ko samajh aa chuki ho ge :wave:

Re: Guzaarishaat

Kana k aap hukkam e bala main say hain???? Hayrat say ankhain pharing.

Yup I want my own thobra. Per u meani loag 1000 faltoo post karnay parain gay.

Jub bhi mumkin ho aik page banana to bana dijaay ga.

Thanks for your help.

Re: Guzaarishaat

Aap loag khud hi uksatay hain flooding pay. I don't like flooding.

Re: Guzaarishaat

:smilestar:

Re: Guzaarishaat

Aur naheen to kia apna thobra lagwanay kay liaay 1000 post karna paray ga..............flooding say hi mumkin hai.

Re: Guzaarishaat

tou keroo na flooding :barbie:

Re: Guzaarishaat

:hmmm: