GUPSHUP MOM

Mahru hai Gupshup ki MOM:o
jaanti hai isay saari awaam
karti hai yeh bohat kaam shaam
daity hai yeh hum sub ko acchay acchay paighaam
aur kabhi kabhi banati hai sair kay lumbay lumbay program
hum na karain gay isay kabhi bhi badnaam
kyun kay yeh hamay khilaati bhi tau hai baadaam shaadaam

Re: GUPSHUP MOM

^^ Hey tweety tum pr bhi eeooo eeoooooooo nightanagel wali shairi ka asar ho giya hy kia:hmmm:

Re: GUPSHUP MOM

:slight_smile: wasay naam mention nahi kurtay kissi ka :smilestar:

Re: GUPSHUP MOM

:frowning: Atty hi mar pittai shru kr di:teary2: Waisy ju woh jis k anam mention nahi krna hamary sath kr rha hy eeo eeo cheeo cheeo kr ky os ka mdawa kon gary ga:smokin2:
**PS: Ab theek:confused: **

Re: GUPSHUP MOM

mujh per kisi cheez ka asar nahi hai bhai khuda ka liye tum dono fazool mein mujhe mut daraao