Re: gupshup khandaan
^Aray yaar tum karachi main ho ...
Re: gupshup khandaan
^Aray yaar tum karachi main ho ...
Re: gupshup khandaan
Agar kaho to chor ker chala jata hoo bhai ![]()
Re: gupshup khandaan
Naheen yaara…hum bhi karachi main hain lakin kabhi tum say mulaqaat naheen hovee ![]()
Re: gupshup khandaan
to ker loo bhai bus yaar udhar met mangna ![]()
Re: gupshup khandaan
^Hum udhaar daynay waloon main say hain ..laynay waloon main say naheen ![]()
Re: gupshup khandaan
to phir bhai aap ki aur mery theek say jamay gi app udhar denay walay aur mai udhar lay ker na denay wala ![]()
Re: gupshup khandaan
Khabardaar jo hum say milnay ki koshish ki tou ..u defaulter ![]()
Re: gupshup khandaan
challo theek hai bhai tumhara udher wapis ker do ga abb khush :halo:
Re: gupshup khandaan
Achcha ab theek hay ..main ja raha hoon sea view ghoomnay ![]()
Re: gupshup khandaan
Kiss k sath ![]()
Re: gupshup khandaan
ohh God both are in khi:sheen:
abb khi ki khair nahi:smack:
Re: gupshup khandaan
Kio hum koi daku waku hai kia
sari umer ho gai karachi mai abbi tak to karachi ko kuch nahi howa ![]()
Re: gupshup khandaan
yai koon jaal raha hai:hehe:
Re: gupshup khandaan
app jalnay ki baat kerty hai mai to abhi tek pakka bhi nahi ![]()
Re: gupshup khandaan
whatever:snooty:
Re: gupshup khandaan
hai dutchi kis ko keh rahi hoo ![]()
Re: gupshup khandaan
aap logon ko, ![]()
Re: gupshup khandaan
hamay general lougoo mai summar met kero
hum special hai:snooty:
Re: gupshup khandaan
blablabla:snooty:
Re: gupshup khandaan
Kia howa mera special hona tum ko acha nahi laga ![]()