gupshup khandaan

Re: gupshup khandaan

:omg:

Re: gupshup khandaan

:grumpy:

Re: gupshup khandaan

ALLAH Pak Dukhi ki nazroo'n say bachaey is khaandaan ko :Pagri:

Re: gupshup khandaan

Aap mr Dukhi ki baat karahe hai ja phir meri :grumpy: :bummer:

Re: gupshup khandaan

Aik hi baat hai Dukhi kaho ya Zaima bhala hum donoo kiya alag alag hai :blush:

Re: gupshup khandaan

Zaima.… Aap ki nazar ko kiya ho gaya hay :grumpy:

**

Dukhi** … baaz aajao warna buhat pittaii hogi :smilestar:

Re: gupshup khandaan

:snooty: Allah na kare me kabhi zindagi me dukhi hoon

Re: gupshup khandaan

Mai aap ko dukhi thori ker raha hoo mai to kuch aur keh raha hoo samjho na plz plz plz :bummer:

Re: gupshup khandaan

Jee nahin :snooty:

Re: gupshup khandaan

Kuch aur karnay kay liay aik jagah hoti hay aur woh hay TOILET :smilestar:

Re: gupshup khandaan

Wow ye khandaan....

Chaloo ji acha hoa sub aik hi jaga mil gaye

Re: gupshup khandaan

:confused: :confused: :confused: :confused:

Re: gupshup khandaan

Nakhan… Aap ko mubarak ho :smiley:

Zaima…Yeh jumla aap kay liay naheen tha :bummer:

Re: gupshup khandaan

:confused: jee?

Re: gupshup khandaan

:rotfl::omg:

Re: gupshup khandaan

:smack: her waqt apnay business ki baat kerna bhangi
hum kissi aur cheez ki baat ker rahay hai KHAN SAHIBBBBBBBBBBBBBB
pashtoo mai boolu kia :mad:

Re: gupshup khandaan

Dukhi BHAI business tou mera buhat achcha hay lakin aap ko jo BAHAR recovery par bithaya hay na tou buhat nuqsaan ho raha hay :smiley:

Re: gupshup khandaan

apna business apnay pass rakho bhai Mai nay resign ker diya hai :naraz:

Re: gupshup khandaan

^Tou aajkal kiya kar rahay :hoonh:

Re: gupshup khandaan

Bus khair say idher udher taka jhanky din mai soo aur raat ko jhagoo
kabhi clifton kabhi hillpark kabhi idher kabhi udher bohut bari gang hai saray motor cycle per :snooty: