mafi chahte hain hum. hamara kehnay ka matlab tha guppy meet:shikra:
aaj humein os azeem shakhseeyat say milnay ka ezaaz hua jis ki barsoon ki khuwahish thi.je begun nawazish ali ko hum ne apnay adna say mehal main dawat pe bulaya .unhoon ne khaya keh nahi hum ne muragh bohat maze le ke khaya
yuun to maza aya hamari ,hum tasweerein bhi jaldi dhagay main post karein ge
begum nawazish ali ke bare main jtini tareef suni thi wo os say kae ziada barh ke hain