aur mehnat ka bhi… subah 6 bajay uthna, tayyar hona, phir mohallay kay tamaam girls school, colleges kay doray karna, … phir Tariq road jaana wahan kay halaat ko theek karna, phir wapis school and colleges ki chutti kay time par gates par pohanch kar sab girls ko bye bye karna … uff… phir raat ko SMS and messages check kar kar kay, aik aik ko reply karna, phir saari raat un kay jawaab ka wait karna …
uff… yeh Jag-MamooN hona bhi kitna bara paap hay na :s