Re: Guppan ka Contact…
she ain’t karanchite ![]()
Re: Guppan ka Contact...
sajal: Hye allah zoordar blusing
tau usi waqat himat kar leni thi na jab wo idher aati thi.
Ab majnoo ban'nay say kia faida.
Re: Guppan ka Contact...
larkay koi kaam kar lo acchi larki mil jae gi :D
Re: Guppan ka Contact…
sahee kaha..
her UAN number is
111-0900-78601
Re: Guppan ka Contact…
telefun :halo:
Re: Guppan ka Contact…
majnoo banaya aap nay
din mei taara dekhaya aap nay
KoiDost: Larki ka peecha karna KOI kaam nahi hai kiya :halo:
Re: Guppan ka Contact...
^bhai yeh kaam jis nay kiya hai woh sari life isi kaam main lag jata hai ...
Re: Guppan ka Contact...
Khudi ko karR buland itna kay
Har larki khud tum say pochay
kay...
IQ Bhayya 2K ki bus kab ayagi?
Re: Guppan ka Contact…
Tumhary liy aik new pryshani ka dar khol diya IQ ny:wink:
Re: Guppan ka Contact…
Nahi ji yeh tu bara kamal ka kam hy action or thrill sy bherpor:chai:
Re: Guppan ka Contact…
aur mehnat ka bhi… subah 6 bajay uthna, tayyar hona, phir mohallay kay tamaam girls school, colleges kay doray karna, … phir Tariq road jaana wahan kay halaat ko theek karna, phir wapis school and colleges ki chutti kay time par gates par pohanch kar sab girls ko bye bye karna … uff… phir raat ko SMS and messages check kar kar kay, aik aik ko reply karna, phir saari raat un kay jawaab ka wait karna …
uff… yeh Jag-MamooN hona bhi kitna bara paap hay na :s