Gunjay Faristain

Kuch Batain Gunjoo ke Naam…Jab mein bhi Ganja Tha…

Ganjay Faristain hi to hotain hain. inko dekh kar har aik ke chehray par muskarahat a jati hay or dil o demagh mein Takla, Tenda, Ko-na, jaise alfaz obharnay lagtain hain… Gunjay Faristain keise hotain hain mulahiza farmain…

Jab koi bacha paida hota hay to is ke baal nahi hotay, borhay be be-baal hotain hay "So goud se gour tk ka fasila aik hair-cut of shew ka hota hay.

Gunjay ka word sun kar hamare zehan mein hamesha mard hi ka sar aya hay isi liyeh ourtoon ko “sir” nahi kehtain.

Isi tarha aik bowler bowling kar raha tha or umpire har ball par kehta No ball No ball. Tang akar Ganjay bowler ne umpire ko kaha ke agar ab tum ne mujh par zati attack kiya to mein tum par attack kar donga.

Urtoon ko apne baal is qadar aziz hotain hain ke woh to apne bachoo ko be “Mere Baal Mere Baal” kehti hain.

Phir Aashiq ka Mehboob ko Chand Kehna darasal is ke Gunjpn ki tareef karna hay. Or agar aik mehfil mein char (4) ganjay a jain to mehfil ko ‘Char Chand’ laga detain hain.

Ganjay hone ka sab se bara faida yeh hay baal katwane ke liyeh nai ke paas nahi jana parta or har waqt pocket mein comb bhi nahi rakhni parti. jab or jahan dil chaha taki nikali sar par pheri of chamaktay sar ke aghe chal diye..

Oyee sar par kapra dalo yaar… Lishak par rahi hay… :smiley:

I think jo Ganja hoga woh reply nahi karega

:smiley: :smiley: :smiley:

Re: Gunjay Faristain

mera record lagaya :teary2: :teary3: :crying:

Re: Gunjay Faristain

arrayy... is mein record ki kiya baat hay. mein bhi to ganja tha.. lekan mujeh bara maza ata thay jab mere gunj ko dekh kar sub happy hote the..

Re: Gunjay Faristain

main bhi khush hota hoon..

tum ne transplant kara lia :@:

Re: Gunjay Faristain

Nahi! kais saal ke baad mere natural baal again hain... Pehlay se bhi buhat piyare :D

Re: Gunjay Faristain

kese aye :(

mujhe bhi batao na :(

Re: Gunjay Faristain

Bio Amla use karoo :D just kidding!
Khud hi agay...

Re: Gunjay Faristain

jin ke baal nahi hote wo shampoo nahi kartay :@: conditioner bhi use nahi kartay:@:

to sar ko saaf rakhne ke liye kiya jharoo phertain hain?

jo muj se pehlay post karega woh bhi mota...

Re: Gunjay Faristain

:D

:zobo: nai sirf jo mere bas post kare wo mota

ok back to the post,:chai: research ganjoon pe aap ne ke hai ya maine?
wo kuch nnahi kartay.shampoo hairs ke liye hota hai:emmy: bewakoof!

[quote=“K337, post:7, topic:212484”]

:zobo: nai sirf jo mere bas post kare wo mota

Teacher se ab :bailan: khao…

Mein ne kab app ke baad wali baat ki hay. Mein ne kaha hay k jo mujeh se pehlay post kare woh mota…

**Now who is **bewakoof?

Bhai Modz Ji… Galti hogai hay… I can’t control my horses (fingures)… Mujeh band mat karna yaar! avi mazak kar raha hoon… :smiley:

Re: Gunjay Faristain

:@: acha acha

Re: Gunjay Faristain

O Thankyou gi ur sweet ji but not that much sweek k mein app ko vote do...

Phir galti hogai... Ye fingure baaz nahi ati....