Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa.....Insaan

Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa
Insaan BayChara Insaan
Chehray Aisay K Chithati Diwarein
Wajud Yoon K Raiza Raiza Para Para
Kabhi Khud Ko Badal Na Paye Ga
Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa
Insaan BayChara Insaan
Ek Din Aysa Aaye Ga
Badal Jaaye Ga Saray Ka Sara
Kiyon K Mill Jaye Ga Ussay
La-Makaan Ka Makaan
Uss Din Bilakhir Jeet Jaaye Ka
Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa
Insaan BayChara Insaan:)

Re: Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa.....Insaan

ahan..very nice ..thnx 4 sharing

Re: Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa…Insaan

Very Nice… Thanks for the Beauty :flower1:

Re: Guna Ki Mite Sey Gunda Huwa.....Insaan

Bohut Khoob..Thanks