Gumshuda Alfaaz

Re: Gumshuda Alfaaz

bataa duuN yaa wait karuuN auroN ke bataane kaa?

HINT: puraane zamaanoN meN iskaa iste’maal huaa kartaa thaa aur gaaoN meN aaj bhii iste’maal hotaa hai jahaN jahaN nal kaa paanii [running water] dastyaab nahiiN. :slight_smile: