Raat itni haseen thi
Ke saare so rahe the,
Hum hi aise badnaseeb the
Jo aap ki yaad me ro rahe the!!!
Toot jaate hai sabhi rishtey magar
dil se dil ka rabta apni jagah..
Dil ko hai tujhse na milna ka yakeen
tujhse milne ki dua apni jagah!!!
Galat nahi ke zamane main lajawaab hain hum
Samajh sake na koi, woh kitaab hai hum !!!
wohi Sham-e-gham ka manzaR wohi muntazir nigahaiN
maiN azaL sey tak rahii huuN terii wapsii kii rahaiN !!!
Na Tha Wasta Koi Sher Se, Na Tha Shayari Se Ashna
Tere Dard Ne,Tere Yaad Ne ,Muje Sher Kehna Sikha Diya !!!
yaa rab! Gam-e-hijraaN mein itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa !!!