Gum Nahi Hai Tujko Pane Ka Ae Sanam

Gum Nahi Hai Tujko Pane Ka Ae Sanam
GumTo Hai Taira Dil Dukhane Ka Ae Sanam
Jub Se Mile ho tum ae sanam badal gie zindagi
Ger zida rahinto kia mar jaien to kisi ko kia ae sanam
tuje kia maloom ke chahat Main kia hota hai
Kabhi hum nain bhi socha tha apni zindagi banyen gay tuje Sanam
dono baithain gay gaien gay zindagi main khoshian laien gay
kho ker ye sub kuch ye socha ke tum hamaray nahi ho sanam
Khuda bhi shayad tha hum se naraz jo tumhain hamara na banaya
hum nain chaha tha tumhain izhar na ker sake ae Sanam
tairy ankhain thi ya wo koi roshni ka charag
jinhain dekh ker hum nain ansoo bhi chupie ae Sanam
Ger kia kahain tumhain tum thay kisi or ke raho gay kisi or ke
hum nian hamaisha tumko dekha hai achi nigahon se ae Sanam
Usdin to tairy ankhain hi dekhi thin tere naqab main
Jub dekha tera chehra to hosh ur giay thay hamare Ae Sanam
koi dukh nahi koi afsoas nahi tuje na pane ka ae S@qi
Dukh to hai tiaray wasal main na ana ka Ae SanaM

bohat khoob

lajavab

awesome:k::k:

bahut khoob!

goodone :k:

Buhat Khoob:k:…

thanks..:)

Very nice.... :)
KHoob.....