Gulzaar

Ur kay jaatay huway panchi nay bas itna daikha
Dair tak hath hilati rahee ik shak e nazaar

Alwida kehnay kow? ya paas bulanaay kay liyay

(from Chand Pukhraj Ka)

Re: Gulzaar

mera khiyaaL hai ruqaa baandhnaa bhool gayee thee paaouN maiN panchi kaY :bummer:

Re: Gulzaar

daikha na tu nay murh kay bhi peechay
kuch dair to main ruka tha ...

sirf haath hila dainay say qarz poora nai hojata ...

Re: Gulzaar

Beautiful SheR Minerva :)

Re: Gulzaar

Nice shair :k: