Gul e zaba pe wahee sardion ka mosam hai

*Gul e zaban pe wahee sardion ka mosam hai tumhare 'haan' pe wahee sardion ka mosam hai

darkat per khabhi jo churion se dala tha
us aik nisaan pe wahee sardion ka mosam hai

yeh aik hum ke naee bolian sada bolein
tere zaba pe wahee sardion ka mosam hai

sulg rahe hai dahan mein qabaein lafzoon ke
magar zaba pe wahee sardion ka mosam hai

tumharay anay pe suraj ke hath chamkay gay
meray makaa pe wahee sardion ka mosam hai

her aik simat peglnay lagay hain sanatay
teray beaan pe wahee sardion ka mosam hai

jahaan jahaan tere khusbo ke rang bekhray hain
wahan wahan pe wahee sardion ka mosam hai

tere judaee kay pal say hoaa hai ishk kanoot
ke is jahaan pe wahee sardion ka mosam hai

**wo ‘haan’ karay gee baharoon mein is ka wadaa tha
us aik ‘haan’ pe wahee sardion ka mosam hai

woh mujhe ko sonp gaya faraktein december mein
darkhat-e-jaa pe wahee sardion ka mosam hai

hamaray lab to duaain jalaya rakhtay hain
per asman pe wahee sardion ka mosam hai***

Very NicE :)

Masha Allah.... it is always good to read what you post... thanks for sharing

thanks and u welcome:~)

thanks sis:)

Ps: it wasn’t that much bad:rolleyes::disgust:

bohat khoooooooob :k:

thanks for liking:flower1:

You welcome :slight_smile:

and hay did i said it is ..???

It was gooooooood :slight_smile:

i was talking with all guppies who didn’t reply:teary1:
thanks u sweeto once again fro liking:kiss:
okey i’m borred do u wana talk i mean kind of buk buk:hehe:

itnaaa thandaa dhaagaa:crying:

mujhay bukhaar, khaansii nazlaa, zukaam, galay maiN kharaash, taaNg maiN influenzaa aur haathouN maiN heart attack ho giyaaaaaa:bummer:

*tumharay anay pe suraj ke hath chamkay gay
meray makaa pe wahee sardion ka mosam hai

jahaan jahaan tere khusbo ke rang bekhray hain
wahan wahan pe wahee sardion ka mosam hai*

bohat Umdaa. :k:

wo ‘haan’ karay gee baharoon mein is ka wadaa tha
us aik ‘haan’ pe wahee sardion ka mosam hai

:k:

wow gahzla kiya bat ki he wow nice shairy gahzal

ta ta

:k:

i’m not hot and so as my topics:D
and if u r sick then stay away from me and don’t hug me then:hehe:

Hanie, AsSweetAs, Azad and Pyara sa dost thanks a lot for liking:flower1:

Buhat Khoob:k:…
:flower1:

thank u thank u:flower1:

pehlay beemaar kar diyaa:smash:

nahiN jaataaa:snooty:

maiN tau yaheeN rahooN gaa:hug:

hein mein na kab kahan.itna bara joht:nono:

do u want me to call me brothers;):mocking:

abhi bahii jaan ayein gay na to unke samnay yeh khobsoorat alfaaz kehna:D aur haan yeh hug bhi zaror use karna:rotfl:

good one didi :)

Beautiful :k: