GuL-e-Tasbeeh Jee Ki Farmaaish Pe

Re: GuL-e-Tasbeeh Jee Ki Farmaaish Pe

Shukria :)
- - - -
*Agar bura na maanein to ek baat kahoon, apni zahaanat ko forums pe zaaya karne k bajaaye kuch constructive output dijiye, i m sure k aap bohat taraqqi karein gi. Zahir kai k main apki zindagi k baare mein kuch nahi janta, ho sakta hai k aap already hi bohat taraqqi kar chuki hon. Lekin bas dil chaha ye kehne ka, hope u'll not mind. :) *