Gujranwala ke ChiRay

Re: Gujranwala ke ChiRay

film dirty pic ka song
me ro pari thi jab usne ganda dance kia tha :sid:

Re: Gujranwala ke ChiRay

:ast: Gujranwala ke chiRon k thread main ye the Dirty picture ka zikr kaha se aa gaya?

Re: Gujranwala ke ChiRay

:omg: :cb: shair per k yad aaya :cb:

Re: Gujranwala ke ChiRay

toba hai kisi ko shikar se aisa song kaise yaad aa sakta hai…

Ab agar main ye shair likhoon:

Muhabbaten jab shumar karna, aziyaten bhi shumar karna.. to kia aap ko ‘Munni badnaam hui darling tere liye’ yaad aae ga?

Re: Gujranwala ke ChiRay

to, kia yeh shikaarii apnaa shikam parind kii aalaa'ish-e-shikam se bhartaa hai?

Re: Gujranwala ke ChiRay

shikar karna hai to shatarmurgh ka karo.. chiRe marne se kia faida :snooty:

Re: Gujranwala ke ChiRay

vidya ne jab esa dance kia tha vo bht 3 din se bhuki :barbie:

Re: Gujranwala ke ChiRay

ab Ghulai’l se to shuturmurGh marne se rahaa…Amitabh ka ek gaanaa thaa na…[hamaarii Allahabi zabaan meN]:

ek raheN Phatte ek rahen ham
Phatte kahen chalaa chiraaii maar yaaii
to, ham kahaa chalaa hamahoo maar yaayii
Phatte maaren ek chiraaii
ham maaraa kaii phudakiyaa

chiraaii = sparrow
rahen = the [was]
hamaahoo = ham bhii
kahen = kahaa
yaayii = aayeN
maaren = ne maarii
phudakiyaa = chickadee

Re: Gujranwala ke ChiRay

Ama aap ghulail ka kiyun taraddud karte hain, apne jinnati Urdu phoonk dejiye ga.. shatur murgh sir e tasleem kham kar lega :hehe:

Re: Gujranwala ke ChiRay

lo ji, to kia mujhe shuturmurGhii darkaar hogii? ab, har kisii ko tope yaa tamancha to moyassar nahiiN! :wink: