Re: Guest of the Week - ajazali
new Indian poets ko kam hi janta hun,
Bahir badar acha likhtay hain
Javaid akkhtar nai jo Pankaj udhas k duar main likha wo bohat hi ala tha :k:
**waqt se waqt ki kia shakayat karen waqt hi na raha waqt ki bat hai
oos nai dekha mujhe oos ne chaha mujhe aur thukra dia waqt ki bat hai
**
sahir ludhaynvi bhi bohat hi ala likhtay thy
chalo ik baar phir se ajnabi ban jaye hum dono…