whats going to happen after 10days:@:
![]()
jin ko pata hai wo chup bethein
whats going to happen after 10days:@:
![]()
jin ko pata hai wo chup bethein
Re: guess
![]()
Re: guess
Petrol/gas key price 10 cents a gallon ho ja-a gee.
Falasteen aur Kusmeer azad ho jain gay.
Saree dunia aman aur chain ka gahwara bun jai gee.
Dunia say beemari , jahalat aur bhook ka khatma ho ja-a ga.
Phir ankh khul ja-a gee.
Re: guess
it will be 18/08/2008 after 10 days :@:
Re: guess
MONDAY :CareBear:
Happy Birthday in Advance ![]()
Re: guess
Its gonna be our birthday
:shoaby:
Re: guess
10 din baad pingu ki bday hai ![]()
Petrol/gas key price 10 cents a gallon ho ja-a gee. .
:mirch ka munh chomta smiley: Allah kery aysa ho jaay:D
![]()
![]()
Re: guess
itni obvious thread hai.. us din kishi ka valeema hai.. biryani khanay jana hai . i know dat :D
Re: guess
well it is august after 10 days........
tumhara?
shoabi ka waleema hai.gift le ke ana:phati:
hawwnnn ![]()
us kay saath… joo kay .. ahem ahem ahem hai.. ![]()
![]()
Re: guess
do do valimay aik saat........!!!
yeh kounsa janwer dhoondi is dafa:@:
do nahi ek hi hai:smilestar:
main us ko janwer ke tarha treat nahin karta
billa hai tau kya hai.. ![]()
Re: guess
Billa
:aq: muje nahi pata tha tum os TYPE ke ho..larkoon main interest rakhnay wale:fatee:
Laholwalaquat ![]()
k waali… diaper main reh kar baat karoo
warna hum tum ko KAALAY DABBAY main bund kar kay Kallay Bundar kay ghar bhej dain gay ![]()
Re: guess
:@: tum ne hi billa bola..khud hi boltay ho khud hi phir dantay ho