humm jiss tarah jo ganaa gaatay haiN woh waisaa hee ho jaataa hai:silly:
jaisay hum jahaaN khaRRay hotay haiN line wahaaN hee say shuru hoti hai:smokin:
humm jiss tarah jo ganaa gaatay haiN woh waisaa hee ho jaataa hai:silly:
jaisay hum jahaaN khaRRay hotay haiN line wahaaN hee say shuru hoti hai:smokin:
aray wah.. khush fehmiyaan toh zara dekhayn inki
…
aap ko ghalat fehmi huvee hay jee :roman:
nahi ji.. lekin aapko khush fehmi zaroor hui hai
…
aap kee yeh ghalat fehmi kiyaa daaimii hai:o? baRRi mustaqil mizaaj haiN aap ![]()
khakhhhh palay nahi para
…
daimii kya hota hai aur… woh akhri baat mujhay samajh nahi aye
…
lekin iss keh ilawa mayn sub samajhti hoon
…
aap tau “sub” kuch samajh gaieN:biggthumb
meri hee thread mayn mera hee mazaq ura rahay hayn aap
… yeh kya baat hui
…
chalo phir meri thread maiN aao:blush: wahaaN fly kartaa hooN aap kaa joke:clown:
nahi mera mazaq kahin mut urayn
… lekin zaroor aoun ghi magar kul… phir hum bohotttttttt saari flooding karay geh
…
abhi neeno keh liyeh ja rehi hoon
…
happa khaa liya raat kaa
?
acha chalo jaao:hoonh: mum mum pee kar zaroor sonaa:blush: nahiN tau raat maiN piyaas laggay gee :halo:
![]()
uff Allah kya dimaagh hai aapka
…
![]()
…
tau tum kiouN sar par haath maar maar kar apnaa dimaagh dhoondh rahi ho:D?
kuch nahiN milnay waalaa ![]()
![]()
mayn neh socha koshish kar loon
… koshish karnay mayn kya harj hai
…
Munieb bhai bata du na sub ko k ye ap hee ho :p
tooba hai, iss thread ko bhi na bakhsha.. ![]()
![]()
tou kia next year bataao gay k ye koun hai? ![]()
^aur Allah Ta’aala sabr karne walon ke saath hai :halo:
*paisay bachain: chaar ki jaga aik agarbatti jalaaein :k:
Billi markaa Metro Millan Agar Batti :halo: ![]()
Khan bahi, meiN aur kitna sabr keroon.. sabr ker ker k bay-haal howi ja rahi hooN
:-p
ye agerbatti kahaN se aa gaye beech maiN..? ![]()
Heartu
.. koi nahi…
Vivooo ze gr8
jaisay Khanu bhai neh kaha saber karo
…
Khanu bhai very well said
… lekin aap neh guess nahi kiya
…