DT bechara:p:hehe:
![]()
…
koi zaroorat nahi… aap ka proof bhi ghalat hoga
… aur mayn neh kisi ko jhoota nahi kaha
… mayn neh buss yeh kaha keh aap sub ghalat hayn :halo: …
mut khailayn.. waysay bhi yeh game bacho keh liyeh nahi hai
…
tau phir bacchi nay kiouN kholaa thread:frusty2:?
kyun keh bacchi bari hai
… bacchi neh bacchay ko mana kiya hai khailnay ko… kyun keh bacchay par bura asar par raha hai :halo: … agar baccha iss thread ko zyada dekhay ga… toh phir unka bhi kamra aisa hojaye ga :halo: …
buchi ko kaisay pata kay buchay kaa kamra pehlay say hee aisaa nahiN hai:frusty2:?
kiyaa pata buchay ka kamraa iss say bhee ziadah ‘acha’ ho:frusty2:
(
)
hmm.. manosha? :o
hawwww haiiiiiiii… bachi neh kya socha… aur bacha kya nikla
… :halo: …
agar iss se zyada ‘accha’ hai toh bacchay ko kuch karna chahiyeh… is se kum accha karnay ko :halo: …
buchay ko nahiN:snooty: buchay kay ammaa abbaa ko karnaa chaahiye:blush: (khe khe khe :halo: )
kyun ji… bacha itna chota hai kya :halo: …
aur yahan par khe khe karna mana hai
… :halo:…
ha ha ha ![]()
buchaa intehaaie mashriqi hai:blush: mashriq maiN hur baat ‘arrange’ hoti hai naa:p
kya ji…
…
agar meri moni ka naam liya hai toh phir
…
sub kuch mana hai yahan sub kuch.. ![]()
…
okay:mad: it means GuessNaa bhee manaa hai:o
then tell us about Muniebaa baaji:Pretty:
bucha kucha jo bacha hai aab bun raha hai
…
nahiiiiiiii … yeh guessnay wali thread hai yahan guessayn
…
lekin hunsna mana hai
..
kaun munieba keri munieba… mayn iss naam se kisi ko nahi janti
..
Dhutt Teray kee ![]()
yeh isharon mayn aap kya kehna chah rahay hayn… ![]()
…
aap ko hummaray ishaaray samajh maiN aa rahay haiN:blush:
Taubaa Ishaaray yeh humaaray
![]()
mayn neh aisa kub kaha
…
aur aap neh song ghalat gaya hai ![]()
…