Re: Guess the poet?
**hehehe…na Hajmola N Karmina is liye ‘fazaa’ Kharaab kar rakkhii thii.
‘tazmeen bar Ghazal Zafar’ ke 11 band haiN aur har band ke pahle 3 misr’e Ghalib ke haiN jab k aaKhirii 2 misr’e [she’r] Zafar kii ek Ghazal ke haiN.
aap Ghaur kijiye k kaise Ghalib ne kaisii chaabuk_dastii se baKhiyaa_kaarii kii hai k angrezii emN kaheNge k ‘seamless’ joining! it’s kinda "MOLEDED’ shaa’irii
:)**