2 pagal jungle main thay k shair aagya 1 ne mitti uthai aur shair ki aankh main daal k bhagne laga.
2nd wahen khara raha.
1st: abey bhag.
2nd: Mai kyu bhagoon mitti tou tunay dali hai ![]()
Aik aadmi Hotel maine gaya aur chicken ka order kia…
Waiter nay poucha, french ya chinese
sardar jo marzi lai aho maine nay kounsa batain karni hain:![]()
A lady 2 a police officer: aik saal hogaya mera shohar(hubby)ghar say aalu (potato) lainy nikla tha lekin abhe tak ghar wapis nahi aaya.
Police officer: tou tum koi doosri haandi(dish) paka lo :biggthumb
Haathi Aur Chionti Ka Prem Vivah Hua..
Dusre Din Hathi Mar gaya,
chionti Boli “Wah Rey Mohabbat ek Din Ka pyar Mila..
Aur Sari Umer Qabar Khoodne Ka Kaam Milaa“.. ![]()
kyun aaj kal homework kam aur GS ziyada hai
lagta fail hone ka pura-pura iraada hai…
kal tha top per aaj 40 bhi ziyada hain
lagta fail hone ka pura-pura iraada hai
kya mujhe pyar hai aah
GS se pyar hai aah
kya mujhe pyar hai aah
GS se pyar hain aah
o o o o o …
College ki inn classes main,
boring c ek teacher hai
jabse mila hai GS
badla har ek manzar hai
dekho jahaan mein green green is screen tale
dost naye naye hain jaise milte hue
GS mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura GS ko main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain aah
GS se pyar hai aah
kya mujhe pyar haI aah .![]()