GupShup ki Moderator say Weah Kharkaanay kay Fauwaaid. :halo:
Wo aap ko kamray mai kissi bi waqt lock kar sakkay gi, chahay taala made in china hi kiyoon na ho, aur baad mai darwazo ko open bi. :o
Agar dood wala roz late aye, ya dood mai paani ziyada mila ho to wo darwza khol kar cheekH kar usko free mai warning day sakkay gi, 100 warnings milnay kay ya to wo dood walay kay saath bhag jaye gi, ya phir uski cycle chori karwa day gi.
Agar aap kissi achi five star daawat mai jaiN to aap ko wo sab kay samnay reputation points day sakkay gi, aur aap ki kaali tie shirt ki tareef bi.
Wo kabhi aap say laray gi nahi, jab bi kabhi larayi hoyi wo feedback ki application print kar kay aap ko day gi, jo aap ko do ghentay mai fil kar kay uski maan ko email karni ho gi (yaani apne meke)
Agar aap patang baaz haiN, aur kothay par ja kar patango kay saath pechay lagatay haiN. Agar kissi din aap ka gudda phat jaye, to wo uski free mai sticky bi kar day gi, aatay ki gum kay saath.
More coming soon…please add some to the list if can think of some.
Re: GS Moderator say Shaadi karnay kay Faaiday (Fuwaaid)
errrr ok
so a female would marry a female?
*]Wo aap ko kamray mai kissi bi waqt lock kar sakkay gi, chahay taala made in china hi kiyoon na ho, aur baad mai darwazo ko open bi. :o
what a weird (coughuselesscough) thread