~*~GS key Baray Main Aik Baat ~*~

**
**Dostoon main GS kay baray main Aik Baat kahoon ga kah aisa forum Filhal Pakistan aur Pakistan say bahir nahen hay “Enjoyment kay Lihaaz say” :bukbuk2:

**Main taqreeban 10 Technical / Non-technical threads ka member houn leekan idhar jitna maza aata hay kaheen aur nahin. Yahan new comer ko bhi GS kay members foran accept kar laitay hain aur sath lay kar chaltay hain. **:welcome:
**Dossray Forums par buhat kum aisa hota hay kah foran aap unn logoon main ghul mill jain. **

Here in GS, all the members are like a family and I must congrats to GS administration to maintain this Friendly Forum. :salute:
**
**
Bus iss say ziada dair main Serious batain naheen kar sakta houn :yahoo:
**
**
** Now You all are invited to give comments on GS. mian zara **:chai:

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

kinne bewaquf ho jee :stuck_out_tongue:
lekin bewaqufee mai be ek samajdaron wali baat kardee :wink:
hmm seems like us larkion kee samajdaree is rubbin off on ya :smiley:
Mubarak ho jee :k:
ab jao meethaayee lay kar aao and hamara mun meetha karro :cb:

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

Lo Kar lo gal :bailan … Kissi baat ka sir hay nah pair … O Bibi Koi Jawab Naheen to chup kar jao , Boongia Nah Maro :nono4:
O Sorry Bongian Marna tou You ka Paidaishi haq hay :hehe:

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

:chai:

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

aaaj ka taza khabar kya hai Darki? :)
so u profess play golf?

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

Sannan aka bewaquuf aka bonga :p
apree gal kar :p
uff Allah hay o Rabba! yeh kinna bewaquf hai apnee baaton pay khud hansta hai...ch ch ch

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

*Baat Bani Naheen Bongi *

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

*GS ki aik aur khoobi k abhi tak sannan ko bardasht kar raha hai........
*

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

Bari Baat key hay :snooty:

Re: ~~GS key Baray Main Aik Baat ~~

:rotfl: @ Maya hehehe