:salam2:
Ji haan GS ke teen sharif larkain 1) Sannan 2) Sami or 3) Mein yani LKK. Hum nihayat hi sharif larkain hein or itnay shareef hain ke hamari sharafat dour dour tk mashoor hy. App yahan hum teeno se hamari sharafat ke experience se faida utha saktain hein.
Abhi baki 2 Sharif-ul-ummat hazraat se bhi mil lijeyeh
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
*samii topi pehaning or tasbi haath mai liyee thread mai enter huing *
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
hawwwwww hayeeeeee .. inna vadda jhoot .. tum teeno tou lafangei ho LAFANGEI
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
^
Mein arabic chola pehan kr already thread mein hoon or intazzaar karing,
Ji nahi Rabiz! hum koi lafangy nahi hy. hum 3no to sharif ul shurafaa hein. bs avi log badnaam karny ki koshish kartain hein.
deko sami ne tasbeeh pakri howi hy woh kaise lafanga ho sakta hy
Sannan
November 5, 2010, 12:49pm
5
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
Mujhay to Muhallay key Tamam Borhi Aurtain daikh kar kahti hay 7 kuryaan varga ek muda hay yaani (7 shy girls = Sannan)
Masoomiat to mujh par khatam hay
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
bibi namaz parha karooo or gair mardoo ko matt chaira karoo … gunnah millta hai
Sannan
November 5, 2010, 12:51pm
7
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
Rab Nawaz Gujjar g hum nay aap ko kub chaira hay
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
^
Rabiz! apni sabiz pr dm sham karwalo hum se. Inshallah sabziyon ka business khoob chaly ga. Hum 3no buhat buhat buhat pohchain howain shareef hain :D

Gender kab change kya ap teeno se
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
gujjar saab oh i mean gujjar sahiba sabziyan kab se sell karny lagi
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
^
Rabiz! apni sabiz pr dm sham karwalo hum se. Inshallah sabziyon ka business khoob chaly ga. Hum 3no buhat buhat buhat pohchain howain shareef hain :D
mai tou her jagha poohanch jata hooo .... :D
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
^
Mein arabic chola pehan kr already thread mein hoon or intazzaar karing,
Ji nahi Rabiz! hum koi lafangy nahi hy. hum 3no to sharif ul shurafaa hein. bs avi log badnaam karny ki koshish kartain hein.
deko sami ne tasbeeh pakri howi hy woh kaise lafanga ho sakta hy
u lafengei ho .. manou ya na manou .. aur samii tou lafangou ka head hei ..
tum aur masoon .. .. wott a joke
meine u logo ko kubb chaira ..
Sannan
November 5, 2010, 12:55pm
13
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
Kahan likha hay yah
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
jb se Gs per ayi hai
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
shareef mundai .... :D
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
chee meri teraf gandi gandi nazrooo say matt daikhooo …
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
Merii tarah tum sab b shareef hooo
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
Waleed bhai! kis ne change kiya gender
Rabiz! hum lafangain nahi buhat puhchain howain nami grami sharif ul sharufa, ba-izzat wa mutakabar larkain hain. Hamary qissay aaj bhi log aik 2sary ko sunatain hain. Hum buhat has-mukh, chulbul, samajhdar sharif larkain hain
Sannan
November 5, 2010, 12:57pm
19
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
Zara aik dafa aur Qalabazi khana zara
Re: GS ke teen (3) sharif larkain (Part-II)
jee nhi app humari terha shareef hain …