reminds me of an ibn-e-safi novel, from jasoosi duniya ![]()
Where Hameed and Fareedi are having small chit chat and the topic of humans laying eggs is being discussed, goes something like “Police wala mujrim kay peechay bhaag raha thaa - jaisay hi mujrim kay paas poohan’chaa ussay (police walay ko) ANDA A GAYA aur woo waheen neechay baith gaya” ![]()
ya
“mujrim farar honay main kamyab ho hi gaya thaa taqreeban
laikin ain waqt pay anda aa gaya”
aglay dinn akhbar ki surkhi thee “Mujrim anda daitay huay giraftaar” ![]()