aap bih waleed ke saath shuru ho gaye insaf ke liye lekin mera kazur kya hai mahabadolat
koun tang kara raha hay aap ko Waleed kay sath :ASA:
aap bih waleed ke saath shuru ho gaye insaf ke liye lekin mera kazur kya hai mahabadolat
koun tang kara raha hay aap ko Waleed kay sath :ASA:
dil to kr rha hai waisay
![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
maine asa toh nahi kaha faris bhai agar aap dohno dost hoo toh achi bhaat hai na allah aap logo ki dosti salamat rakhe lekin kabhai kahbi aapni behan ki bih side leh liya kare nah dost bih khush behan bih khush
Muje karhey haye…![]()
Lekin pura Hindustaan janta hain Mabadowlat ka koy kasoor naheen.
Insaaf ke makadoos tarazoo ke kasaaam hum ne aaj koy propaganda naheen kiya…
Agar koy galtee hoy hain to D! jee maaf keejiye gaa.
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
dard ap meri aur faris aur sannan bhai ki dosti mein an aao ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
Okay I have a headache after reading the opening post ![]()
nahi chapar ghanju mera koi dil nahi kar raha
![]()
nhe yeh na kahen ap :nono:
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
D1 mujay bataoo, main app ki side layti hoon ![]()
Hindustan keoN
Paksitan keon naheen janta ![]()
lakin phr apki kon lega ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
**Agar koy galtee hoy hain to D! jee maaf keejiye gaa.
nahi faris bhai asi koi bhaat nahi hai jab aap ne koi ghalti hinahi ki toh mahfi kasi
dard ap meri aur faris aur sannan bhai ki dosti mein an aao
**
acha chapar ghanju main aap logo ki dosti main kabh aayi
aap dard key side laiN gi magar kaisay
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
Pakistan mien to humko zardaree naye competition kee waja se band kardeeya…
Aur India ne humko baar mara kyun ke hum ne unko hindustan kaha India ke bejaay aur aaj be hum Indai naheen mantaay Hindustan kayteh hain… Waisey hoon mein Faris Udeen…
Liken Hindustaan mien bee humaray fauj zayda hain… wahan Hindo log Faris kee takaat ko Pakistaniyon se zaydah mantaay hain.
Kyoon ke un becharon ne to saree maar kaye thee…
Aab mera kyaal hain humko maar kanee hain kyaa ![]()
nahi theek hai hum toh wase hi mazaq kar rahe the is chapr ghanju ke saath
aur ana bhe mat ![]()
Khuda nah Khwasta aap kay mizaj-e-garami par ziyada giraaN to naheen guzra hamari Iftatahi Chithi (opening post)
Dard aap hamari bhi friend haiN ![]()
yup exactly
![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
^ ![]()
Iftatahi chiti… first class :k:
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
mujhe kya zururat hai chapar gahnju