~*~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~*~

Naheen muhtarma dantanay ka tou sawal he paida naheen hota hay :nahi: sub buhat achay haiN

Aap nay Hindi aur Urdu ko buhat khoubsurat say Jora hay Shabash iss he tarah mashaq jari rakhaiN

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

lol.... yeh kya mashaqein hein bhai ? ... hindi aur urdu ko saath jorna...

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

sukriya janab bas aap ssab ki duaoo ki shrurat hai(sannan)

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

Bus daikh lo NW bhai

Aggi kahan hum banda-e-haqeer pur taqseer ....

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

Waise Sannan…yeh Aamir sahab ko avi mein kyun daale hai…ithne barey barey mooncho ke saath :cb:

yah Mangal Panday hay aur hamari bhi aisi he talwar marka moonchaiN haiN :smiley:

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

i think aap ney kisi arabic lacture ko urdu me translate kiya hai isi liey urdu ki aisi halat kar di ufffffffffffffffffff ... umeed ha "All is well"

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

assalamoalaikum sarkar....adab kya kiya ja raha he?

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

:wsalam: sara aap ka kya hal hai

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

wa-alakium adab --------- muhtrap sanan nay koyee urdu adab ki kitab noosh farma lee haa, abb ultian jaree haan ;)

Zain Sahib :nahe: aap ko illam hona chahiye kah Urdu Arabic, Farsi aur hindi zabanooN ka Murakib hay … Ummeed hay aap meri baat samjh gai hooN gaiy

Sara G :alhamd: hum khariat say haiN aur aap key khariat naik matloob haiN

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

ji ham b allah k fazal se khush bash hein.....
ap k darbar mein hamaray layq koi khidmat aqa....

R U SERIOUS :omg: aise moonche…:cb:

:bummer: aap sinaf-e-nazuk haiN aur hum ko kuch kahna naheen chahtay haiN Mountain Sahiba

sara G aap hamara isam-e-shareef lay sakti haiN … aisay lafz ista’maal kar k hum ko sharminda mat karaiN

aap nay Angraizi mein kuch likha hay jo hamarai samjh mein naheen aaya

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

kya????

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

okzzz sanaan sahib aap ki hidamat-e-aqdas me in ghreeb parwar ka intihai tah-e-dil sy salam nosh karein...bakiya salam fir kbi ... warna aur urdu dar paish i to me sapurd-e-khak ho jaon ga ... All is well ... n be happy ...

aap sab logon sy aik guzarish me mazak mazak me har kisi sy baat karu ga bcz ye meri aadat hai, so aap sab log samjdar lagtey ho meri baton ka bura mat manna okzzzzzzz

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

aray kis ki khidmat-e- aqdas mein kya pesh ho raha he?

Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~

Zain , who said k hum samaj darr hain?
zara muj say bach kar rahna, i am not a good girl :mocking: