Re: GS back to normal…
aisi aqalmandi ko hamaara DOOR say salaam, US hisaab say ham ghonchu aur bewaqoof bhalay..
:k:
Re: GS back to normal…
aisi aqalmandi ko hamaara DOOR say salaam, US hisaab say ham ghonchu aur bewaqoof bhalay..
:k:
Re: GS back to normal...
Gs abnormal kub hoa tha?
Re: GS back to normal...
^ jabb say tum aye ho :D
Re: GS back to normal...
^ to phir normal kaisai ho gya ..main to abhi bhi yaheen hoon?
Re: GS back to normal...
abb adat si hogayee hai :D
Re: GS back to normal…
![]()
Aankh joo kuch daikhti hay - lubb pay aa sakta nahi
Mehv e Hairat hooN kay duniyaa kya say kya ho jaiey gi
![]()
![]()
Re: GS back to normal...
[QUOTE]
abb adat si hogayee hai
[/QUOTE]
ab to adat se hay mujh ko aisai jeenay main
*
[QUOTE]
Aankh joo kuch daikhti hay - lubb pay aa sakta nahi
Mehv e Hairat hooN kay duniyaa kya say kya ho jaiey gi
[/QUOTE]
james_bhaand>
yeh do din main kia majra ho gya **
**udher ka maal idher or idher ka maal udher ho gya ?*
Re: GS back to normal…
Mera noor-e-baseerat aam kar day.
Dekha hai jo kuchh main nay, auroon ko bhi dikhla day.![]()
Thotha chana, bajay ghana. Means Empty pot produce more sound.
Jo baat khamoshi mein hai, woh kisi aur cheez mein kahan.