Re: GS back to normal…
![]()
Re: GS back to normal…
![]()
Re: GS back to normal…
yeh jo app ne moon latkaya huwa hai
app ki iss ada ne hume dEwAnA banaya huwa hai:blush:
Re: GS back to normal…
:no:
Re: GS back to normal...
yeh jo humse ajj moonh chupa rahi hain
kaunsa jaal hai jo humaray liye bicha raheen hain;)
Re: GS back to normal…
![]()
Gizzzzzzzzzzzzyyyyyyyyyyyyy bhaaaaaaaaaaaiiiiiiiiiiiiiiiiii.
Re: GS back to normal...
kiya huwa;) mujhe baatein mai hoon na;)
Re: GS back to normal…
Tumhari shikayat lagani hai. Ab tumhain kesay lagaon.![]()
Re: GS back to normal...
jaisa moonh hay samnay, waisay hee moonh say laga dain, bewaqoof kaheen ki
Re: GS back to normal…
tou mujhe hi bata dein na;) mujhe meri ghaltioN ka pata hona chahyiay so next time homework kar k aAon;)
Re: GS back to normal…
![]()
![]()
![]()
Re: GS back to normal...
aisa kia keh diya maine jo nazray chura li app ne;)
Re: GS back to normal…
peechay to yahi kar rahi hogi: “mera piya:yahoo: ghar aaya, ho raam ji,
”
Re: GS back to normal…
![]()
Re: GS back to normal...
yani ke aqalmandon ko ishara kiya ja raha hay ke PHIR SAY PHUSS!
Re: GS back to normal...
OMG ko alfaaz nahi mil rahe apni khushi beyaan karnay k liye;)
Re: GS back to normal…
yeah i m bhoot bhoot Happyyyyyyyyyyy :bhangra:
Re: GS back to normal…
Ab wink kiya na to ye aankh hamesha kay liye kani kardon gi.:o
Faizy, kuch bhi na kaha aur keh bhi gaye
Kuchh kehtay kehtay, reh bhi gaye.
Samajh samajh kar samajh ko samjho. Samajh samajhna bhi aik samajh hai. Samajh samajh kay jo na samjhay, meri samajh mei woh na samajh hai.
![]()
Re: GS back to normal…
GS normal ho gaya, magar main to abhi yahi hoon ![]()
Re: GS back to normal…
wah wah .. wah wah … :biggthumb
muj..errr.. mushairay palat diyay hongay isnay to chawanni public ke :roman:
Re: GS back to normal…
Shukriya, shukriya, Nawazish.![]()
PS: Main aur AQ apas mein khamosh PMs kartay hain aur bohat kuchh keh jatay hain. Time aur ilfaaz ki bachat aur aqalmandi ka suboot.![]()