Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
![]()
Tabhi bachey reh gaye kuch pher liya ker:smilestar:
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
ye shair mahool ki darpok jawani ke liye bhi hai jis se acha Qaim Ali Shah ka dheet buRhapa hai ![]()
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
^^becharey mahool bhai muqqaa or madz ke hathun cher gaye ![]()
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
kam sukhan to koe nhai GITH BHAR ki zaban hy
bas hamary agy hi chalti hy
mesna
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
baby ki pehli 9 mohabaton ka kya bana
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
BHI nahi samj aaya apko
bata to rhy hein
ITNA BHIIIIIIII NA KE PAYA
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
…Itna Tajurba {9 Bachchiyan:hayaa:} honay k bawajood 10wan bhi nakaam…?
…![]()
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
;eek: ye meesna pun kis ne sikhaya masoom ko?
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
no9ven mohabat ne
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
poore 12 waje Mere 12 waja diye:hoonh:
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
ab yun bhi na badnaam karo mohabbat ko
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
Talaash basti mein karta hai jis ko shehzada
Woh morni kisi jungle ne paal rakhi hai
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
maine kya kia hai? ![]()
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
Itni light poetry ..andhaa kernay ki bharpoor kosh’hish ![]()
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
wo Jhung ka rehna wala hai. tussan wang maango gi, o Jhung desan
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
Muhabbat konsa roshan jazba hai… Ishq andha nahin hota?
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
eshaq ME insan andha ho jata hy
Re: GS Baby ki dasween Adhoori Muhabbat
wah
aaj to bare bare philosopher aaye huye hain yahan:khumar: