"Got more love in India than Pakistan" - Afridi

Re: “Got more love in India than Pakistan” - Afridi

@waleedhbk haaye Rabba! Ye kya ho gaya…kaise ho gaya…zameen q ni dhans gayeee…aaasmaan q ni gir gayaaa..Waleed bhai ke hote hue koun maaikalaal jackson paida ho gaya India mai…kis mue ne FAN ka trailer teen baar dekh liyaaa…hayeee ab kya hoga :smack: