Goodnews ki taveez

Re: Goodnews ki taveez

:lifey:

dil kaY sehraa maiN challi sard hawaa
ab’r gulzaar pe barsaa hogaaaa :lifey:

Re: Goodnews ki taveez

yeh aik fay ki special boli hai jo ordinary logoon ko sirf ati hai :smiley:

Re: Goodnews ki taveez

Badal Jab Jab Barsa Ho Ga
Raqs Mai’n Sara Jungle Ho Ga :hehe:

Yaani main ordinary aadmi nahin hoon :frowning:

Re: Goodnews ki taveez

Taviz par GN asar nahi karteeN ... :s

Re: Goodnews ki taveez

^ :rotfl:

Saari duniya hammaiN pehchaanti hai
Koi humsaa bhee naa Tanhaa hogaa :wink:

Re: Goodnews ki taveez

Dekhiye to waqt ka sath dene ko
Kis tarah daud rahe hain sab
Dekhiye to age waqt hai aur peechhe
Sab daud rahe hain tanha…

Re: Goodnews ki taveez

nala-e-saba tanhaa
phool kee haNsi tanhaa
zindagi kaY iss gulshan maiN
hai har kali tanhaa :cool:

Re: Goodnews ki taveez

ye kyaa hai, muhabbat main to aisaa nahin hotaa
main tujhse judaa ho ke bhi tanhaa nahin hotaa
ya itni na tabdeel hui hoti ye duniyaa
yaa maine ise khwaab men dekhaa nahiin hotaa

Re: Goodnews ki taveez

NaheeN thaa kuch tau khudaa thaa, kuch naa hotaa tau khudaa hotaa
Daboyaaaaa mujh ko honaY naY, naaaa hotaaa maiN tau kiyaa hotaaa?

Re: Goodnews ki taveez

Zabar dast . . . . :)

Re: Goodnews ki taveez

aww :smiley:

congrats GNN:hugz:

Re: Goodnews ki taveez

use defrost