Re: Goodmorning Saturday
Aur aaj hamaray show kay pehlayyyyyyyyyyyy Guest hainnnnnnnnnnn
The_Plan - yeh aik dukhi insaan hain. Dou din pehlay in ka zabardast qisum ka breakup huwa aik larki kay saath tou dou din say in ko neend nahee ayee.
Tou jiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii The_Plan kaisey hain aap?
khutkushi kernay ka dil ker rah hai