Goooooooooooooooodddddd morninggggggggggggggggggggggggggggggggg Gupshup!!!1Hows everyone!! I am tiptop
fastspeednonstoptalkingon
Hows everyone today? and wats the plan for today? Well as usual I will flood here and flood and floood. Kal itna mazah aya I was going in the shoppin’ mall and aik daarhi walay uncle ko daikha and phir unhoun nay mujhay daikha and ham donoun nay aik doosray ko daikha aur saath hi mun doosri taraf kar kay chal diye. Mai hans pari lo bataou banda salam hi kar layta hai warna daikhna nahee thaa laughs with open mouth and fixes her hair and dupata
ji main Australia se fone kar rahi houN, mera naam pinks hai… aur maiN aap ko ye advise de rahi houN ke aap ke dupatta ka colour aap ke suit ke saath bilkul bhi nahi ja raha… i mean there’s no contrast, aur haN hum sab aap ka show bohot shouq se dekh te haiN, mera driver aap ka bohot barha fan hai… waada kijye ke aap eik show sydney se bhi kareN gi, plz waada kijye na
Pinkssssssss kaisi hain aaaaaaaaaappp? Australia say call ayee hai bai baat hai ji! warna wahaan say zyadah loug daikhtay hi nahee hai - issi say meray show ki maqbouliyaat ka andaza hota hai laughs again
Pinksss aaj kal summer collection hi aisi chalee huwi hai mainey koushish ki thi kay different color lay lun magar paisey zyadah lag rahay thay. Aap kay driver ka bohut ohut shukrya aaur aap ka bhi call karnay ka.
drops the call
Aurrrrrrrr iskay saath hi chaltay hai apni new caller ki taraf
arey ye kya badtameezi hai? mujh se poocha ke meiN keisi houN aur phir line drop kar di!!! :australian accent: i’m gonna get the roos to have a have fair dinkum chat with ya
nahi ji, filhaal tou maiN masroof houN… haftey ka din yahaN pei khatam honey ko aaya hua hai, meiN ja ke apna experiement khatum kar ke ghar jaaney waali houN… bas aap duaoN meiN yaad rakhiye ga. Allah Hafiz