GoodBabu Fan Club

Cycle tu Bik chukee DMD, Ab tum hee koi Tarqeeb batao key hum Naziam-e-Banaras ko kia jawab dain…

Gurbat Ney ker deya Hum ko Nikama
Warna Hum bhee They Babu Barey Kaam key

Mozee tum apnii Club kee zemedareyoon ko Pas-e-Pusht dal key dosroon key thread main na jaya karo

Zamana Kharab hey

Kal Sham Jaisey hee subah Key saat Bajain, hum ko yaad dela dena…Hum Baqee Kaam chor char key Dhrna dain dey…

Yaar DmD main GS main hee na Dharna Maar doon

nazim ko kaho 'tumhari cycle awara the eik raat ko nikal pari .....kuch batay baghair...main shreef banda abb kahan labta phiron cycle"

babu ji ajj kall gurbat kay shikar hoo tau woh masjidon kay pankhay hi vaich dou

babu bhai agar tau siraf dharna hi marna hai tau hum app kay saath hai
kuch aur mara tau safaye koon karay ga:hoonh:

LO jii Daso, Pakha Laney Jao, aur Maulvee key Hathoon Damn-e-Izat tar tar kerwa ao

Re: GoodBabu Fan Club

molve ko dou halway ko paraat
phir daikho woh app ko kuj nahen kavay ga balkay app ko khud apny hathon say pakhay utar kay daay ga

DMD sch bato tum Maulvee ho ya Pakha chor

in dono key ilwa itnee Maloomat koi nahee rakh sakta

DMD sch kaho sch.....

DMD urf Maluvee chalbaz
ya

DMD urf ye Pakha Hoa Hamara

Re: GoodBabu Fan Club

Main pakha chor tha matric tak
phir mujhay eik din jumma bazar milay moulana fazal ur rehman
main nay un say kaha moulana diesal main bhee app ki tarhan chor hoon tau kia meray liay koi nokri hai ...
moulana diesal after a big nasty dakar bolay: bacha tum molvi ban jao,halwa khao aur pakhay churao

lagTai hai kuch INTELLIGENT
wazan inka jaisai ELEPHANT
posstoun ki tu baat he kiyaa
nick hai he barDa ELEGANT. :whistling

Main Kitab Likhoon ga

"Pakha Chor sey Maluvee Tak DMD ka safar"

Maulna Ka Nasty Dakar diseal kee thei ya Halvey kee?

wesey yaar tum tu Apnei Terha key Nikley...

Chalo Babu kee Tanhai ka ahsas kuch kam hoa

I are glad now and then