GoodBabu Fan Club

Boleye, Ap ka bolna sar Ankhoon pey

Akhbar hai Jhoota Sach

Re: GoodBabu Fan Club

bekadraan nal pyaar na kariyo doob jaoge:teary2:

Oh Main samgha tu zeyada circulation weley Akhbar

Scha Jhoot main do gey..

Khair chaley ga

Caption main likhna

Babu Bhai Aur Banars Ka Bansee Bazar

:hmmm: sachi main??

:phati: bolnay say khana hazam hota hai

Pagli pata kia

Her wo shaksh jis ko Peyar Mil gaey “beqadra” ho Jata hey…

so one size fits all

Bolna Ap key Lungs kee exercise hey..

Khana is terha hazam ho ga, key tum taiz taiz bolo…

wah wah.... kitni sachi aur achi baat ki hai aapne aaj :@:

:hmmm: phir sab muje yeh kyun kehtay hain main moti hoon

:vivo: itni exercise to karti hoon

Babu is Bohat samaghdar

tumharee Khorak tumharee exercise sey bohat zeyada hey pingu

Tanasub zaroori hey

haan woh to hai :@:

babu jii zara dheere chalooo:music:

:smack:
bansee bazar ka zikar kiya tau app kau puranay qaraz khwah peechay paar janay hain
main ta8u kahta hoon title hoo…
babu bhai ki rangbazian


par patli ho gai to har koi khanay ka sochay ga muje

:@:

RangBaz main hergiz nahee…

Aur qarz tu sarey chuka deyea hain hum ney

Pinguu tum koshish karo...

Logoon kee fiker na karo

Re: GoodBabu Fan Club

:khumar: khoshish karna hi mushkil hai:shireen:
par main phir bhi aap ke kehnay par kuch kam karnay ke koshish karti hoo

app bohat jokelay hoo babu bhai:omg:

woh banaras ka nazim apni cycle aur matahri wapas mang rah ahai

Re: GoodBabu Fan Club

wats going on?

Re: GoodBabu Fan Club

babu bhai kall sham nu subha kay chat bajay dharna marain gai motorway pay
dats wat going on :sunnyboy: