Good news !!

Hukumat e Pakistan nay eilan farmaya hay kay aienda police ko apnay farz say ghaflat baratnay ki ijazat nahi di jaiey gi

Pehlay walay saray ijaazat naamay mansookh kar diyaay gaiey hain

:chai:

Re: Good news !!

:eek: yani mera ijaazat nama bhi cancel :frowning:

Re: Good news !!

:hmmm:Ab police walay kya karein ge

Un ke pass karnay ko koi kaam hi nahi hoga

Re: Good news !!

pakistan ki police kabhi nahi sudhar sakti :(

Re: Good news !!

Now kindly translate that into lota zaban. Kiyon kay aisay alfaz tuo opar hee opar say guzar jatay hain.

Unkil Jaimo, ap nay humain pehchan paya? ;)