Sarey guppy bhai aur …
Aaj hi aik bohat achi khabar ai hain key:
Marey mamo ki bhans ney becha diya
aap tamaam logoo sey request hain key please koi acha sa name suggest kerey, sawab meley ga.
Re: Good news
Mubrak ho.
Is Bhans a male or female?
Re: Good news
“bhans key agay bin bajaney wala icon”
Bhans aik lerky hoty hai aur bhensa aik lerka, jab dono sadhi kertey hain to ankey bechey hotay hain, to bottom line: mere mamo ki bhans ney becha de hi deya uska naam rekhna hey thats why please tell me some suitable name
thanks aapka apna baltiwala
Re: Good news
agar behns female hay to name: chambeli:blush:
male hay to name: balajutt:D
Re: Good news
thanks for your kind mushwara chambeli ![]()
Re: Good news
Allah aap kay mamoo ki bhenss ko aisi buhat sari khushiyaaN naseeb karay
Ameen ![]()
![]()
Re: Good news
![]()
James bhai, akhir aap sey direct contact ho hi gaya, main aap ka sukar guzaar hoon, main aap ka bohat bara fan hou. thanks again.
Re: Good news
awww vei mundaiyaa aii ta'aan waqaey mei khushi di khabaar aaa ... satt satt mubarkaa'an ... na'aan mei soocheiyya fem: noori...male: john tuaday khayal ch kainjj da ravay ga..??
Re: Good news
towanu v mubarakaaa, nori te john achey ney per main soch riya wa key monda hain tey na rekye Amitabh bechan je korhi hain tey na rekhye himamalney, towada ki khayal hain
Re: Good news
haii taa'aan thik aa parrr bada 70's dei vailay da naa' nei dono lekin chaluu gaii....
Re: Good news
didnt get one word.
Re: Good news
Unko abhi phankay kee zaroorat nahi hey ![]()
Re: Good news
[QUOTE]
^didnt get one word.
[/QUOTE]
somtime nothing is better then somethin
bohat mubarak ho app ko bhains ka bacha .. us ka nam SHabo rukh dain !
Re: Good news
phankay
nahi fan you urdu medium, gareeb log kachi abadi.
Re: Good news
Aap ho kaun ![]()
Bataa dooo yar - mujhay darr lag raha hay ![]()
![]()
Re: Good news
bohat mubarak ho app ko bhains ka bacha .. us ka nam SHabo rukh dain !
apna nam public main naheen pata-o
Re: Good news
:biggthumb bari achi line mari james bhai, ye aap kay naam (Bhaand) ka iser hain ya kuch aur
Re: Good news
[QUOTE]
apna nam public main naheen pata-o
[/QUOTE]
theek hay app ka bata daytee hoon ok us bhens ka bacha ka nam **BOOTA **rukh dain
james_bhaand > muft ka Fan mill raha hay rukh lain Germion main kam aye ga !
Re: Good news
lol ooo mundaya…actually mei kii keraa meinu urdu aati hai par thodi thodi…try bear bith mee…![]()
Re: Good news
Balti medium kay student, mazaq bhee kissi cheez ka naam hay.