good boy...........

GupShup main sub se acha larke aur insaan FARIS bhai hain:yahoo:

jalne wale jalain:zobo:

jalne walon ko jalain ge:mocking:

jalne walon ka munh kala:barbie:

may he live long and Allah un ko sari khushiyan de

ameen suma ameen

Re: good boy...........

MashaAllah :)

Re: good boy…

:lifey:

AAMEEN

Re: good boy…

Arey humko itna mashoor na karo hum aam insaan hain, kismet neh humko Faris kee shakal mein dunya mein laya hain hum tho koy Faristhay naheen.

Allah hum sub ko ik dusreh se Mohabath kaim rahkay… Ameen

Merey sirf har bar yeh duwa hain ke Allah Pakistan aur GS kee kaum ko hamesha mazboot rakeh aur dushmaan kee chal se bachain.

Akhir aaj kal ke log humaree nazook haal ko naheen jhanteh…

Humaree kaum itnee shandaar hain lekin uska naam ucha karneh ke bajaye usko mitee mein dal jathay hain.

Waissay merey aur koy khoobee naheen :salute:

Re: good boy...........

yehi to ap ki khoobi hai faris bhai ap apne se zyada quam ka sochto ho

Allah sub ko ap jaisa bana de Ameen

ameen…god bless he iz

Re: good boy…

Mubarak ho faris bhai

ap farishta hue.

hum to shaitan k shaitan hee rehe :rotfl:

what about Baba-e-ishq :hmmm:

Re: good boy...........

yeh baba e ishq koun hai

Re: good boy...........

Baba-e-ishq sab ka MOOD DEAD kar jata hai ;)

Re: good boy...........

aaaa.....likin ye hai koun

Re: good boy…

:fatee: ok ab pata chal gaya na.

Re: good boy...........

nahin babra

Re: good boy...........

lo jee ab ap mera naam ulta karen gi to kiya ap ko pata chal jaye ga??

Re: good boy...........

kaise putta chulei ga

Re: good boy...........

hhehhehee lol ameen :D

Iss mein kissi kay jalnay key kia baat hay :konfused: i don’t think so any body dislike him :emmy: except some ones in other section :wink:
Faris is my very close friend and i know his many qualities so what’s new :aq:

:fatee: be ware of :rawr:

i m entirely agree wid u he is very nice person pk:lifey:

Re: good boy...........

Queen g aap ka sanan k bary main kya khyal hai

Mujhay to yah queen bilkul bhi achi naheen lagti hay :no: aur tum bhi naheen multi :fraudia: