Re: girafta dil the bahot roye yaad kar ke tujhe…merii ek Ghazal
thankoo
‘bhaayeN bhaayeN’ …
maiN ne to nahiiN paRhaa…u mean ‘madhushala’?
shukria bahot bahot, janaab! ![]()
aapkii baat solah aane durust magar maiN ne to yeh kahaa hai matl’a meN:
1.
girafta dil the, bahot roye yaad kar ke tujhe!
tamaam raat nahiiN soye, yaad kar ke tujhe!
“nahiiN soye” likhaa hai…ab Theek?
“aapke paauuN bhaarii haiN” bahot
![]()