Re: girafta dil the bahot roye yaad kar ke tujhe…merii ek Ghazal
tahnkoo…aur saaz? vaise, sozish ziyaada ho gaii agar to aag bhii lag saktii hai aur yeh hogaa ‘Khud sozii’ kaa ek case ![]()
ok BOSS! kuchh khilaayeN pilaayeN to dhyaan baTe taa k yeh **aah o zaarii aur girya e zardaarii **band ho! ![]()
maiN ba-waqt-e-giryaa apnaa galaa ‘MUTE’ kar detaa huN is liye vo sun nahiiN sakeNgii ![]()
asii aazaadii pe la’nat hai janaab jisse sharmaaye ‘Khud aazaadii’ ![]()