Ghum Ko orrh Layta Hon.............

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

:)

wazan ki baat nahin hai Frozen jee..............infact mein yun he likhtee hon..........aur aisay likhnay ki bhi aik reason hai:)

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

pehlay mein shairi ki tareef kardoon..keh achi likhi hai..gehrai bhi hai, durd bhi aur pur wazn hai...

hmm yeh aapka liknhay ka style sufi style ka opposite hogaya..sufi shairi mein generally moanus ka istimal hota hai "cheti aaja wey tabiba nai tey mein margai aan"... apnay muzakkar ka kiya...interesting

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

thanks for liking ma poetry............wel hum jaisay log sufi kalam nahin likh saktay............khair app nay kabhi try ki sufi style mein likhnay ki????????

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

koshish to bari ki hai lekin abhi tuk nakaam raha hoon..eik lafz bhi naheen likh payaa..abhi dil mein itni hararat paida naheen hoi keh shairi likh sakoon

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

hmm..............
wel........poet tou mein bhi nahin hon............mein bhi Amal n Ahmer say inspire ho kar likhna shoro kiya............bohat acha tou nahin magar phir bhi koshish kar he laytee hon............Amal nay mujhay Bohat Encourage kiya ha hamesha........its a fact agar wo itna encourage na kartay tou shayad kabhi na likh patee:)
app bhi try karain.....Inshallah kamyaab ho jaiyn gay

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

haan mainey jo thori buhut shairi ki hai woh kisi sey mutasir ho kur hi ki hai....kuch mein post kur chuka hoon..kuch aagay bhi kardoon ga...

baaki eik kahani bhi likhna shuru ki thi..lekin kahani keh darmyaan mein hi kahani likhnay ki wagha choot gai to woh bhi adhori chor di..inshAllah kisi din mukamal karoon ga...

ho gai to aapko proof reading keh liyeh bheg doon ga :)

waisay aapko shairi keh ilawa urdu adab keh mutalaieh ka shauk hai?

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

.

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon…

maree wajah sau nahin gay…:smilestar:
mein nay tou insist kiya tha k aa jayin wapis magar nahin manay…:(…tumharay bhai hain na…tum he jaisay hain..baat nahin mantay kisi ki bhi

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

.

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon…

mein nay aisa kyun karna tha:smilestar:
mujh par ilzaam laga rahee ho:crying:
jitnay aziz wo tumhain hain utnay hum sab ko hain…we still want him to come back:)

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

.

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon…

STOP IT!!!

Re: Ghum Ko orrh Layta Hon.............

.