Sheal
1
Ghum ki barish nay bhi teray ghum ko dhoya nahiN
Tu nay mujh ko kho diya main nay tujh ko khoya nahiN
Neend ka halka sa gulabi khumar aankhooN main tha
YouN laga jaisay wo shab ko dair tak soya nahiN
Her taraf dewaar - o - dar or in main aankhooN kay hujoom
Keh sakay jo dil ki halat, wo lab goya nahiN
Jurm adam nay kia or nasl - e - adam ko saza
Kaat’ta hooN zindgi bhar maiN nay jo boya nahiN
Janta hoon ek shaks ko main bhi muneer
Ghum say pathar ho gaya lakin kabhi roya nahiN
[RIGHT]Munir Niazi
[/RIGHT]
babri
2
Re: Ghum Ki Barish Nay Bhi Teray Ghum Ko Dhoya Nahi

Kaat'ta hooN zindgi bhar maiN nay jo boya nahiN
Janta hoon ek shaks ko main bhi muneer
Ghum say pathar ho gaya lakin kabhi roya nahiN
[RIGHT]Munir Niazi
[/RIGHT]
Its very nice. maine post ki thi its my favr.
thanks sharing it again.
Re: Ghum Ki Barish Nay Bhi Teray Ghum Ko Dhoya Nahi
Nice :k:
Re: Ghum Ki Barish Nay Bhi Teray Ghum Ko Dhoya Nahi
Jurm adam nay kia or nasl - e - adam ko saza
Kaat’ta hooN zindgi bhar maiN nay jo boya nahiN
nice sharing sheal :k:
SJ
5
Re: Ghum Ki Barish Nay Bhi Teray Ghum Ko Dhoya Nahi
bohat khoob Sheal…:k:
kahan ho aj kal??online kun kum he nazar aatee ho:confused:
Re: Ghum Ki Barish Nay Bhi Teray Ghum Ko Dhoya Nahi
buhat khoob :k:
Re: Ghum Ki Barish Nay Bhi Teray Ghum Ko Dhoya Nahi
Bohat Khoob :k: