-- Ghoomne jana --

.
.

Biwi :
Hamari hamsayi her maheene apne husband k sath ghoomne jati hai,
Aap bhi kbhi le jaya kro na

Husband :
Mai ne 3-4 baar kaha hai,
.
.
.
magr wo manti hi ni !

:omg:

Re: – Ghoomne jana –

ab biwi k against jokes pay mujhy hansi nhi aaye gi :snooty:

Re: -- Ghoomne jana --

Soyi akar ek hi jagha atakti hy.

Re: -- Ghoomne jana --

dhurr:D

Re: – Ghoomne jana –

.
tmhein hansa kon raa hai :omg:

.
knsi soyi engineer sahb :rotfl:

Re: – Ghoomne jana –

.
kia iska ye mtbl hai aap ki shadi hone wali hai :hmmm:

Re: – Ghoomne jana –

tauba karo nauj

Hamra aisa matlab har giz na tha:p