Re: Ghisse Pitte Dialogues from Khawateen Digests
Haan karnay say pehlay achchi tarha soch laina.
Saas aur bahu kay darmiyaan piss kar reh jao gay.
Dono hi bohut sakht mizaaj aur possessive hain. ![]()
“Maira pati sirf maira hai.”
“Saari umar paala posaa main nay aur yeh aatay hi qaabu kar laina chahti hai.”
#Do_mullaaon_main](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=Do_mullaaon_main) _murghi_haraam