Ghissay Pittay dialogues

Share all those dialogues that you are tired of listening like one of umera ahmed’s favorite:
Sary mard aik he jaisy hoty hain

Like a guy telling a girl:
Me tumhary bghair aik pal ni reh skta,mar jaun ga (mar he jao to acha hy) and vice versa :stuck_out_tongue:

A situation when a young boy is interested in an elderly woman:
Boy:Me aap ko bohat chahta hun
Auntie:tum janty ho me umar me tum sy kitni bari hun
Boy: Muhabbat me umar ni dekhi jati :bummer:

They seriously need to change the dialogues now.

Re: Ghissay Pittay dialogues

Maan main passs hoo gaya.
Maan tumharay baity naay BA karr liya

Re: Ghissay Pittay dialogues

“jab geedaR kii maut aatii hai to vo merii taraf aataa hai, Shaakhaa!” :cb:

Re: Ghissay Pittay dialogues

"Main Tumhaare Bacchay Ki Maan Bannay Waali Hoon"

"Meri Shaadi kisi Aur Se Honay Waali Hai"

"Waado Karo Muje Kabhi Nahin Bhoolo Gay"?

"Yeh Shaadi Nahin Ho Sakti"

"Chalo Beta, Apni Behan Ko Rukhsat Karo"

"Bhayaaaaaaaa!!!"

"Dekh Lena Maan, Main Ek Din BaRaa Aadmi banoonga, Tere Sar Ki Qasam"

" Agar Tou Us Se Shaadi Kare Ga To Tujhe Meri Laash Se Guzarna Hoga!" "Nahin Nahin Maan, Aisa Na Kaho, Wo Bechaari Bohat Mazloom Hai"

"Yeh Ameer Log Hum Ghareebon Ki Muhabbat Ka Mazaaq Kiyon URaatay Hain, Seema!?"

Waghera waghera...

Re: Ghissay Pittay dialogues

“maaN, terii chitaa kii raakh kii saugandh khaa kar kahtaa huN k pitaa jii ke hathyaaroN ko maiN chun chun ke maaruuNgaa, maaN…chun chun ke maaruuNgaa!” :hehe:

Re: Ghissay Pittay dialogues

Shabash puttar ab teri shadi ka waqt a gaya hy :cb:

Re: Ghissay Pittay dialogues

yeh makaalma mere liye honaa chaahiye thaa:

“DMD Thaakur, ii dialogue-vaa ham kaa dai de! hamkaa dai de re Thaakur!” :cb:

Re: Ghissay Pittay dialogues

ye jo dialog hai kay mein tumharay bageir mar jaoun ga ya mar jaoun gi, sab bakwaas hota hai…

koi kisi k liye jaan nahi day sakta… jo daytay haen wo mentally retarded hotay haen. werna 10,000 kaam chor ker, puri dunya chor, upnay maa baap ka pyar aur unki izat ---- mein mila ker sirf aik insaan k peechay jaan daynaa, wo dunya ka sab say bara baywakoof aur her wo lafz hai jo mein yahan nahi likh sakti houn :what: :nahi: :smack:

Re: Ghissay Pittay dialogues

mujhay zehr lagtay haen aisay ghissay pittay dialogs uffffffffffffffffffffff

dil kerta hai :kursi:

Korn in action :D
Likho likho sab likho :p

Re: Ghissay Pittay dialogues

“jo piTne kii taaqat nahiiN rakhte, Nawwaab Sikandar Mirzaa Saab, unheN peeTne kaa bhii koii Haq nahiiN!” :cb:

Please mujhy akela chor kar mt jao thori dair or ruko tum sy baten krna acha lgta hy :smack:
Kon log hain ye

Re: Ghissay Pittay dialogues

ufffffffffffff :smack: aaj kul k zamanay mein itnay puranay aur zang aaluud dialogs :nahi:

Re: Ghissay Pittay dialogues

sab k sab pagal haen

yuckkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk!!!

Third class situations k dialogues kbhe ni change ho skty :nahi:

Re: Ghissay Pittay dialogues

aurat ka koi ghar nahin hota… maika baap / bhai ka ghar hota hai aur sasural miyan / bete ka ghar :smack: low blood pressure aur intehai na-shukre pun ki halat main likhe gaye dialogue.

Re: Ghissay Pittay dialogues

koi shak nahi.... itni frustration say bharay huway dialogs haen ye sab.....

Re: Ghissay Pittay dialogues

“agar tumhaaraa naam Poojaa hai to meraa naam Pujaarii nahiiN ho saktaa?” :cb:

Re: Ghissay Pittay dialogues

and this one for that situation ‘tumhare ghar main maa behn nahin hai’ :omg:

Re: Ghissay Pittay dialogues

uffffff :nahi: