Ghazals ...

**bajaa farmaayaa…magar ab to ghabraa ke yeh kahnaa paRtaa hai k:

himmat-e-mardaaN, madad-e-aurtaaN

musbat andaaz dekh kar dil lahlahaa uThtaa hai magar ba-lamHa-e-diigar vaalid e marHoom kaa she’r zad-e-zabaan ho jaataa hai:

mujhe bhii log maa’il kar chale the Khanda-e-gul par
Khushii ke daur-e-be_jaa meN tiraa Gham thaa jo kaam aayaa:**

aapkii pesh kardah Ghazal sun kar maiN bahooot maHzooz huaa…shukria…Amaanat Ali Khan saaHab ko mascara miltii lagaane ko agar aajke zamaane men hote to vo kitne zabardast lagte :cb: