ye kya ke ek jahaaN ko karo waQf-e-iztaraab
ye kya ke ek diL ko shakebaaN na kar sako
aesa na ho ye dard baney dard-e-La-zawaL
aesa na ho ke tum bhii mudaawa na kar sako
shaayad tumhaiN bhii chain na aaye mere baGair
shaayad ye baat tum bhii gawaaraa na kar sako
kyaa jaane phir sitam bhii mayassar ho na ho
kyaa jaane ye karam bhii karo yaa na kar sako
Allah karey jahaaN ko merii yaad bhuul jaaye
Allah karey ke tum kabhii aesaa na kar sako
merey siwaa kisii kii na ho tum ko justajuu
mere siwaa kisii kii tamannaa na kar sako
Re: GhazaL*
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *

[/QUOTE]
Thats beautiful....love's indomitable possessiveness!
thankoo Gul aap ney mujee mehnat sey bacha liya :D…abhi do din pehley hi ghazal parh rahi thi socha post karoon gi .. per time naheen mila.. waisey hona yehi tha keh jaisey our buhat sari cheezeen aainda pe reh jati hiaN, is key sath bhi yehi hota
buhat achhi ghazal he :k: … thanks for sharing
Re: GhazaL*
[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *
aesa na ho ye dard baney dard-e-La-zawaL
aesa na ho ke tum bhii mudaawa na kar sako
merey siwaa kisii kii na ho tum ko justajuu
mere siwaa kisii kii tamannaa na kar sako
[/QUOTE]
one of ma fav thanks 4 sharing G-E-tea............:)
kyaa jaane phir sitam bhii mayassar ho na ho
kyaa jaane ye karam bhii karo yaa na kar sako
very nice GUL ji:)
Re: GhazaL*
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *
ye kya ke ek jahaaN ko karo waQf-e-iztaraab
ye kya ke ek diL ko shakebaaN na kar sako
aesa na ho ye dard baney dard-e-La-zawaL
aesa na ho ke tum bhii mudaawa na kar sako
shaayad tumhaiN bhii chain na aaye mere baGair
shaayad ye baat tum bhii gawaaraa na kar sako
kyaa jaane phir sitam bhii mayassar ho na ho
kyaa jaane ye karam bhii karo yaa na kar sako
Allah karey jahaaN ko merii yaad bhuul jaaye
Allah karey ke tum kabhii aesaa na kar sako
merey siwaa kisii kii na ho tum ko justajuu
mere siwaa kisii kii tamannaa na kar sako
merei liyei hei na ye ghazal thx thx
Pramod
September 19, 2002, 9:57am
10
merey siwaa kisii kii na ho tum ko justajuu
mere siwaa kisii kii tamannaa na kar sako
bahot hi achha hai,GuL-e-Tasbeeh.
daad kubul kijiye.