Ghazal

mujhe har kaam se pehle

har sahr har shaam se pehle

yehi ek kaam karna hai

tumhara naam lena hai

tumhi ko yaad karna hai

tumhari yaad hai dil main

koi barbad hai dil main

use aabad karna hai

timhara naam lena hai

tumhi ko yaad karna hai

very nice yaar! :k:

yaar don’t know y but i’m a bit obsessed with the words barbaadi and badnaami in shayiri!

Nice :k: